Calatoinsor
Disciple of Prayer
Mere ### ka tabiyat kharab hai unka sugar pressure lo ho ja raha hai aur fever bhi kam nhi ho Raha hai. He prabhu aap ### ki tabiyat mein sudhar la aur unhe changai pradan kar taki ve swasth ho jaye. Aur aapki mahima kar paye. Amen
