Meri maa ka pressure low ho gaya tha jiske vajah se maa gir gayi aur hospital mein admit hai aur sardi khansi jyada hone k karan tabiyat kharab hai. Main pita parmeshwar se prathana karti hun ki maa ko jaldi se theek kar dijiye. ### aur ### mangte hain. Amen